Posts

Feature post

Instagram video download karne aise (in desktop, iOS, android)

Image
Instagram Video Download Hello everyone , kaise ho ap log !! Aaj ham batane wale hai ki instagram video download kaise karen? Kyun ki aaj kal log videos ki taraf jayada bhag rahe hai kabhi YouTube par video dekhte hai to kabhi tiktok par, Din me time milne par video kabhi whatsapp par share karte hai ya status lagate hai isliye hamne socha ki instagram me bhi video kafi advance aur mazedar hota hai aur log Instagram Video Download nahi kar pate hai isliye chaliye jante hai ki instagram video download kaise karen? Aise karen instagram video download Photo aur video share karne wala platform instagram tezi se lokpriy hua hai. Is ki lokpriyata ka andaja isse bhi laga sakte hai ki duniya bhar me 1 arab se adhik active monthly users hain. Yahan par users family aur friends ke photo ke sath videos bhi khub share karte hai, lekin yahan se videos ko download karna chahen, to yah aasan nahi hai. Yahan par seedhe video download karne keliye bilt-in option nahi hai, isliye...

Pubg lite pc me aise karen download

Image
Pubg Lite Aaj ham batane wale hai Pubg Lite  kaise download kar sakte hai bilkul easy way me jisse apko Pubg Lite download karne me kafi aasani hogi. Jaisa ki ap logon ko pata hoga ki Pubg abhi hal hi me tencent company ne Pubg lite ko launch kiya hai. Pubg lite un PC walon ke liye banaya gaya hai jis ke pas pura pc hai jiska hardware jyada achchha nahi hai, taki Pubg lite har koi khel sake. Tencent company is game ko failane ki puri kosis kar rahi hai. Pubg lite kaise download karne Pubg Bharat me hi nahi, balki duniya bhar me kafi famous game hai. Ab iska lite beta version Bharat me live ho gaya hai. Is game ko Bharat me pichhle mahine hi registration ke liye khola gaya tha. Jin users me beta ke pre-registration ke liye sign in kiya tha, wah ise khel sakte hain. Halanki new players bhi registration kar ke ise khel paenge. Iske liye apko installation file download hone ke bad use run kar pahle launcher install karna hoga. Apko bata den ki yah game nahi bas lau...

Bharatpe features kaise istemal karen in 2019

Image
Bharatpe Bharatpe app ek UPI based app hai. Bharatpe ko most secure payment platform UPI ke duara launch kiya gaya hai. Bharatpe app ko developed aur maintained NPCI ke duara kiya jata hai. NATIONAL PAYMENT CORPORATION OF INDIA(NPCI) bhaarat mein sabhee khudara bhugataanon ke lie ek chhaata sangathan hai isliye bharatpe app bilkul secure aur trusted app hai. Aaj ham ap logon ko bharatpe app ke features ko kaise use karen? Ye batane walen hai taki ap ise aasani se use kar saken. Mai apko pahle bata dun ki ye app un logon ke liye jyada upyogi hai jinke pas dukan ya koi business hai. Jab se paytm app aur others payment pay karne wale apps nikle hain tab se log offers aur kai karno se log in apps ko payment ke liye jyada istemal karne lage hain jisse dukandar ko kai apps ke QR code rakhne padte hai isliye UPI ne bharatpe ko nikal kar ye problem ko khatam kar diya hai. Jisse dukandar ab kewal ek hi QR code se lagbhag sabhi tarah ke UPI payment apps se money le sakta hai....

BharatPe || BharatPe app me kaise sign up karen ?

Image
BharatPe BharatPe ek UPI par aadhaarit app hai.  Bharatpe  ko most secure payment platform UPI ke duara launch kiya gaya hai.  Bharatpe  app ko developed aur maintained  NPCI  ke duara kiya jata hai.  NATIONAL PAYMENT CORPORATION OF INDIA(NPCI)  bhaarat mein sabhee khudara bhugataanon ke lie ek chhaata sangathan hai isliye  bharatpe  app bilkul secure aur trusted app hai. Ise  India’s ‘UPI Bahi Khata’ bhi kaha jata hai.  Bharatpe  vyaapaariyon ke liye launch kiya gaya hai taki dukandaron ko money lene dene me aasani ho aur dukandar kisi bhi apps se money le sake aur dukandaron ko har app ka QR code nahi rakhna pade. bharatpe ne bayaan mein kaha ki yah app bhugataan seva ke alaava vyaapaaree ko nakad ya udhaar bikree ka aankda record karne , sms aur whatsapp aadhaarit link ke jarie bhugtaan ka anurodh karne , lenaden kee sthiti jaanne , aapoortikartaon ko kie gae bhugataan par najar rakhane samet any sevaen up...

Ubersuggest : Free SEO, keyword and backlinks tool in Hindi

Image
Ubersuggest Ubersuggest bset SEO, keyword research aur backlinks checker tool hai. Ubersuggest bilkul free tool hai. Ubersuggest ko use karna kafi easy hai. Aaj ham apko Ubersuggest ki sari jankari aur istemal batane wale hain ki kaise keyword research, SEO check, competitors link info aur backlinks check karen. Ye sari jankari dene wale hai. Ubersuggest kya hai? Ubersuggest ek keyword research , SEO checker aur backlinks checker hai.  Ubersuggest ke co-founder Neil Patel hain. Ye site 2017 me publish hai. Jo kafi pahle se work me thi. Is site ko har day kafi users use karte hai. Ye site day by day increase kar rahi hai kyunki ye free me achchhe tools provide kara rahi hai. Ye kafi badi company hai.                   Ubersuggest features  : #1. Ubersuggest Overview Keyword ideas Content ideas #2. Traffic Analyzer Overview Top pages Keywords #3. SEO Analyzer  ...

keyword everywhere ko mobile me kaise install karen?

Image
Keyword everywhere Keyword everywhere ek keyword research tool hai. Jo google ka hi product hai. Keyword everywhere ek chrome extension hai. Ise google ne keyword research karne ke liye banaya hai. Jo bilkul free hai. Is se ap free me keyword research kar sakte hai aur saath us keyword ka vol, CPC aur competition bhi jan sakte hai. Aaj ham  keyword everywhere ko mobile me install karne bataenge. Yadi ap Ise mobile me install karna Chahte hain to Ise pura jarur paden...... keyword everywhere ko mobile me kaise install karen? Yadi apke pas computer ya laptop hai to ap Ise aasani se install kar sakte hai par yadi apko mobile me keyword everywhere ko install karna hai to apko kafi paresaniyan ho sakti hai. Lekin aaj ham jo tarika batane wale hai wo bilkul easy hai. Ap ise badi aasani se mobile me bhi install kar paenge. Sab se pahle apko apna play store open karna hai aur search bar me Yandex browser likhna hai tab apke samne ye app aa jayega. Jaisa niche image me...

Secure data || secure karen Instagram par apni privacy in 2019

Image
Secure Karen instaInst par apni privacy in 2019 Secure data : photo v video sharing social media platform Instagram yuwaon ke bich kafi lokpriy hai. Aamtaur par is platform ka istemal user apni photos, videos aur stories ko share karte hain. Aisi sthiti me apke photo-video galat hathon me na pade, iske liye privacy ka bhi khyal rakhna jaruri ho jata hai. Aaiye jante hai kaise Instagram account ko jyada secure bana sakte hain...... Hataen Location Data :  Aamtaur par Instagram  par post share karne ke dauran user location data ko bhi share kar dete hai. Agar privacy ke lihaz se ap chahte hain ki koi apki location data ko na dekh sake , to sab se pahle apni post me jaen, wahan top me right taraf apko three dots dikhai denge. Use open karne ke bad edit ke option ko chunen. Wahan post ke upar location ki jankari hogi, use remove kar sakte hai. Remove karne ke liye apko apne location wale place par click karna hoga jisse apko phir se location ch...