Secure data || secure karen Instagram par apni privacy in 2019
Secure Karen instaInst par apni privacy in 2019 Secure data : photo v video sharing social media platform Instagram yuwaon ke bich kafi lokpriy hai. Aamtaur par is platform ka istemal user apni photos, videos aur stories ko share karte hain. Aisi sthiti me apke photo-video galat hathon me na pade, iske liye privacy ka bhi khyal rakhna jaruri ho jata hai. Aaiye jante hai kaise Instagram account ko jyada secure bana sakte hain...... Hataen Location Data : Aamtaur par Instagram par post share karne ke dauran user location data ko bhi share kar dete hai. Agar privacy ke lihaz se ap chahte hain ki koi apki location data ko na dekh sake , to sab se pahle apni post me jaen, wahan top me right taraf apko three dots dikhai denge. Use open karne ke bad edit ke option ko chunen. Wahan post ke upar location ki jankari hogi, use remove kar sakte hai. Remove karne ke liye apko apne location wale place par click karna hoga jisse apko phir se location chunne ka o