Posts

Showing posts from February, 2019

freecharge KYC || freecharge sign up kaise karen in 2019

Image
freecharge KYC Aaj ham freecharge KYC ke bare me batane wale hai. Yadi ap bhi freecharge app me apna account bnana chahte hai to ap ise pura jarur paden jisse apko account bnane me paresani nahi hogi niche har ek step ko wistar se bataya gaya hai. Google pay offers dekhe :- click here Phonepe offers dekhe :- click here Freecharge app kya hai  :- Ye ek recharge karne wala app hai. Jisse ap bahut tarah ke recharge kar sakte hai jaise mobile recharge, DTH, bill pay, gas aur bahut sare recharge wo bhi sidhe apke bank account se ya freecharge wallet se kar paenge.                                   Ye app bhi Paytm jaisa hi banta ja raha hai. Isme bhi bahut tarah ke offers aur cashback aate rahte hai. Isme jyada tar mobile recharge ke achchhe offers hote hai. freecharge app download  :- Sab se pahle ap apna freecharge app download karen. Ise ap chahen to niche diye link se download kar sakte hai jo ap direct Google Play Store se download kar paenge ya ap

Google pay offers || Google pay invite offers in 2019

Image
Go og le  Pay Offers Aaj ham Google Pay Offers  ke bare me batane wale hai yadi ap bhi google pay app use karte hai to ye offers apke liye hai. Jisse ap achchha money earn kar payenge. Agar ap money earn karna chahte hai to ap ise pura jarur paden. Google pay account kaise banaye shikhe :- click here Google pay features kaise use Karen shikhe :- click here Google pay invite offers  :- Ye google pay ka invite wala offer hai. Jo pahle ₹51 rupees ka invite karne par milta tha wo abhi kuch dino ke liye ₹ 101 rupees ka ho gya hai jiske bare me ham aaj batane wale hai.  Google pay offers  :- Sab se pahle ap apna google app kholen. Yadi apne abhi tak google pay app download nahi kiya hai to hamne niche link de rakha hai jisse ap sidhe apne play store se download kar paenge. Google pay app download link :- click here Jaise ap apna Google pay app kholenge to apko niche offers ka section dikhega us par click karen ya iske bhi niche apko invite a friends ka o

Phonepe offers || Phonepe recharge offers in 2019

Image
Phonepe offers Aaj ham  Phonepe offers ke bare me btane wale hai. Ye Phonepe ka recharge offer hai. Ye un logon ke liye hai jo Phonepe se abhi tak recharge nahi kiye hai to aaj hi is cashback offer ka istemal karen aur scratch card payen. >Phonepe app download karen :- click here Phonepe recharge offers  :- Sab se pahle mai apko is offer ka conditions bata deta hun jisse apko ye pata chal sake ga ki ap is offer ke liye applicable hai ya nahi. Phonepe offers Conditions  :- Ye offer in logo ke liye applicable kai jo log abhi tak Phonepe app se recharge nahi kiye hai ya dusre sabdon me kahe to  Phonepe offers new user. Minimum transaction ( recharge) ₹35 ka hai. Ap pay Bhim UPI ya credit/debit card ke duara kar sakte hai. Apko scratch card ₹5- 100 tak ka milega. Offer 1 February se 28 February tak available hai. Ye offer Jio recharge customer ke liye nahi hai. Phonepe offers kaise use karen? Sab se pahle ap apne Phonepe app kholen.  App open k

Google pay features 2019 || Google pay features kaise use Karen?

Image
G oo g le Pay Features Yadi ap Google pay features istemal karna chahte hain aur ap nahi kar pa rahe hain ki kaise Google pay features ka istemal karen to ap yahan Google pay ki har- ek features ke bare me puri jankari di gayi hai. Yadi ap janna chahte hain to ap isse pura jarur paden. >Download google pay app short link:- click here >Download google pay from play store:- click here Limitations of money transaction  :- Google pay me bhi transaction ka limit hai. Yahan se bhi ap jyada paise ka transaction nahi kar sakte par Bhim app se jyada ka transaction kar sakte hai.  Har din ap 1 lakh ka transaction kar sakte hai. Ek bar me ap 1 aadmi ko 1 lakh tak bhej sakte hai. Ek din me ap kewal 10 transaction kar sakte hai. Wallet features  :- Google pay me apko Paytm ki tarah wallet ka nahi milta hai. Yahan ap direct apne bank account se money len den karte hai. >  Google pay features kaise use Karen? Kya ap google pay ki ha

Google pay || Google pay account kaise banaen|| Step by step

Image
G oo g le pay Google pay  google duara lunch kiya gaya app hai. Jisse ap badi asani se money transfer sidhe apne bank account se kar sakte hai. Bina koi transaction charge kate aur sath hi aap mobile recharge, DTH recharge, offers aur bahut sari chijen kar sakte hai sidhe apne bank se. Aaj hamlog Google pay account bnane sikhenge. >Google pay download shot link:- click here >Google pay download link:- click here Google pay account kaise bnaen:- Step 1:- Language select karen Sab se pahle apko apna Google pay app download kar ke open karen. Jaise hi ap apna app kholenge tab apko language select karne ka option aayega. Apko jo bhasha samajh me aata hai use select kar len. Jaise Hindi, English, Bangla aur bahut sare hai. Step 2:- Mobile number likhen Apko yahan par mobile number likhna hai. Ye dhiyan rakhna hai ki apko wahi mobile number dalna hai jo apne bank me link karwaya hai ya ap chahte hai ki paytm bank link karen to apko paytm w