Posts

Showing posts from April, 2019

Secure Data||How to secure data of gmail,facebook,twitter in hindi 2019

Image
Secure Data || How to secure data of gmail, facebook ,twitter in hindi 2019 Secure Data : badte cyber hamlon ke bawagud bahut kam user aise hain jo apni emails, social media aur anye digital content ko lekar bahut jyada fikarmand hote hain, kyunki aaj bhi badi sankhya me user apne account ko safe rakhne ke liye 2-facter authentication (2-FA) ka istemal nahi karte hain. Jante hain 2FA ka istemal kis tarah kiya ja sakta hai....... Secure Data Aaj kal aksar account hack hone ki ghatnaen aati rahti hai. Kuchh time pahle hi 5 crores se aadhik facebook account hack kar liya gaya tha. Is tarah ki ghatnaen rukne ki bagay lagatar badti ja rahi hai. Aaisi sthiti  me 2-facter authentication jaruri ho jata hai , kyunki yah online account ko ek atirikt security layer pardan karta hai. Kai bar 2-facter authentication na hone ki vajah se user hackers ka aasan target bante hain. Yah online account ko secure karne ka ek surakchhit aur aasan tarika mana jata hai. How to secure

mCent browser free recharge || mcent browser apps kaise use karen

Image
mCent Browser Free Recharge Aaj ham mCent browser ke features ke bare me batane wale hai. Jisse apko istemal karne me aasani hogi aur ap isse aasani se money earn kar payenge aur mCent browser free recharge kar payenge. Ye ap sabhi keliye kafi labhdayak hai kyunki aaj ke time me recharge karna hi padta hai jab se SIM companiyan ne validity wala skim nikala hai tab se recharge karna jaruri ho gaya hai isliye aaj ham is app ke bare me bata rahe hai jisse ap money earn kar usse recharge kar payenge. mCent Browser Free Recharge > mcent Browser Login   :- Sab se pahle aap is app ko download nahi kiya hai to download karne jis ki link hamne niche de rakhi hai ya ap chahe to play store se download kar sakte hai jis ke liye apko search bar me likhna hai mCent browser aur phir download kar len. mCent browser link :- click here Tab ap apne mCent Browser ko open karen. Tab apko mCent Browser logo dikhega phir ap se kuch allow mangega jo apko allow kar dena hai. Allow nahi