Posts

Showing posts from May, 2019

BharatPe || BharatPe app me kaise sign up karen ?

Image
BharatPe BharatPe ek UPI par aadhaarit app hai.  Bharatpe  ko most secure payment platform UPI ke duara launch kiya gaya hai.  Bharatpe  app ko developed aur maintained  NPCI  ke duara kiya jata hai.  NATIONAL PAYMENT CORPORATION OF INDIA(NPCI)  bhaarat mein sabhee khudara bhugataanon ke lie ek chhaata sangathan hai isliye  bharatpe  app bilkul secure aur trusted app hai. Ise  India’s ‘UPI Bahi Khata’ bhi kaha jata hai.  Bharatpe  vyaapaariyon ke liye launch kiya gaya hai taki dukandaron ko money lene dene me aasani ho aur dukandar kisi bhi apps se money le sake aur dukandaron ko har app ka QR code nahi rakhna pade. bharatpe ne bayaan mein kaha ki yah app bhugataan seva ke alaava vyaapaaree ko nakad ya udhaar bikree ka aankda record karne , sms aur whatsapp aadhaarit link ke jarie bhugtaan ka anurodh karne , lenaden kee sthiti jaanne , aapoortikartaon ko kie gae bhugataan par najar rakhane samet any sevaen upalabdh karaega. Yah ap vyaapaariyon ke lie ek networking platform ki

Ubersuggest : Free SEO, keyword and backlinks tool in Hindi

Image
Ubersuggest Ubersuggest bset SEO, keyword research aur backlinks checker tool hai. Ubersuggest bilkul free tool hai. Ubersuggest ko use karna kafi easy hai. Aaj ham apko Ubersuggest ki sari jankari aur istemal batane wale hain ki kaise keyword research, SEO check, competitors link info aur backlinks check karen. Ye sari jankari dene wale hai. Ubersuggest kya hai? Ubersuggest ek keyword research , SEO checker aur backlinks checker hai.  Ubersuggest ke co-founder Neil Patel hain. Ye site 2017 me publish hai. Jo kafi pahle se work me thi. Is site ko har day kafi users use karte hai. Ye site day by day increase kar rahi hai kyunki ye free me achchhe tools provide kara rahi hai. Ye kafi badi company hai.                   Ubersuggest features  : #1. Ubersuggest Overview Keyword ideas Content ideas #2. Traffic Analyzer Overview Top pages Keywords #3. SEO Analyzer   Backlinks   Jaise hi ap is website ko open karte

keyword everywhere ko mobile me kaise install karen?

Image
Keyword everywhere Keyword everywhere ek keyword research tool hai. Jo google ka hi product hai. Keyword everywhere ek chrome extension hai. Ise google ne keyword research karne ke liye banaya hai. Jo bilkul free hai. Is se ap free me keyword research kar sakte hai aur saath us keyword ka vol, CPC aur competition bhi jan sakte hai. Aaj ham  keyword everywhere ko mobile me install karne bataenge. Yadi ap Ise mobile me install karna Chahte hain to Ise pura jarur paden...... keyword everywhere ko mobile me kaise install karen? Yadi apke pas computer ya laptop hai to ap Ise aasani se install kar sakte hai par yadi apko mobile me keyword everywhere ko install karna hai to apko kafi paresaniyan ho sakti hai. Lekin aaj ham jo tarika batane wale hai wo bilkul easy hai. Ap ise badi aasani se mobile me bhi install kar paenge. Sab se pahle apko apna play store open karna hai aur search bar me Yandex browser likhna hai tab apke samne ye app aa jayega. Jaisa niche image me diy

Secure data || secure karen Instagram par apni privacy in 2019

Image
Secure Karen instaInst par apni privacy in 2019 Secure data : photo v video sharing social media platform Instagram yuwaon ke bich kafi lokpriy hai. Aamtaur par is platform ka istemal user apni photos, videos aur stories ko share karte hain. Aisi sthiti me apke photo-video galat hathon me na pade, iske liye privacy ka bhi khyal rakhna jaruri ho jata hai. Aaiye jante hai kaise Instagram account ko jyada secure bana sakte hain...... Hataen Location Data :  Aamtaur par Instagram  par post share karne ke dauran user location data ko bhi share kar dete hai. Agar privacy ke lihaz se ap chahte hain ki koi apki location data ko na dekh sake , to sab se pahle apni post me jaen, wahan top me right taraf apko three dots dikhai denge. Use open karne ke bad edit ke option ko chunen. Wahan post ke upar location ki jankari hogi, use remove kar sakte hai. Remove karne ke liye apko apne location wale place par click karna hoga jisse apko phir se location chunne ka o