Top 5 money earning apps in India, Kmaen everyday upto rs 100 to 200

Top 5 money earning apps in India

Aj ham btane wale hai Top 5 money earning apps ke bare me jo India me achchhe popular hai. Jo real me money deta hai. Jo kafi purana bhi hai. Jise ham ne khud use kiya hai to yadi ap bhi in apps se money earn karna chahte hain to pura jarur paden.

Top 5 money earning apps icon image

Top 5 money earning apps name

Jo log money earning apps ka istemal karte hai in logon ko sayad in apps ke bare me sune honge. Ye un sabhi apps se alag hai jo fake hotel hai, money nahi dete, app par work karne ke bad bhi paisa fasa rah jata hai apko nahi milta hai. To ap nischint rahiye kyunki ye apps bahut hi purani aur trusted hai. Jis se hamne khud bahut sare money earn kiye hai jise hamne niche proof me de rakha hai. Apps ke nam is parkar hai,

  • mCent browser
  • #TaskBucks
  • Databuddy
  • mChamp
  • Databack

Top 5 money earning apps ko niche ek ke bad ek ko btaya gaya hai ;


mCent browser


mCent browser icon image

Top 5 money earning apps in India me se 1 number par mCent browser hai jo istemal karne me easy aur useful hai. Ye ap browsers ki tarah work karti hai jaise jaise ap koi chij ko Google ke search bar me search karte hai usi tarah yahan bhi seacse kar sakte hai aur bahut sare apps ko use aur install kar sakte hai ye sabhi kam yadi ap is app se karte hai to ye app apko coins point ke rup me deti hai jise ap use kar apne mobile number ko recharge lar sakte hai. Bade se bada recharge ap is point ki madad se kar sakte hai.                                          Ap har din koi na koi browsers ya Google ka istemal jarur karte honge par apko uske badle kuch nahi milta hai lekin yadi ap wahi kam is app se karte hai to apko achchhe khase points mil jaenge aur yadi ap jyada points earn karna chahte hai to is apko refer kar sakte hai. Refer ka apko 10,000 points milte hai. Jise ap kewal recharge me hi use kar sakte hai.

Download mCent browser :- click here

Proof :-

mCent browser recharge proof image


#TaskBucks


Top 5 money earning apps me 2 number par #Taskbucks app hai. Ye app use karne me utna thik nahi hai kyunki isme apps ko download karne par apko money milta hai jo amount app ke just side me likha hota hai. Ap isme quiz khel kar bhi money earn kar sakte hai. Is app hamne sab se jyada money earn kiya hai kyunki is app ka minimum transaction 30 rupees hi hai. Ham ne jyada money is apko refer kar ke kmaya hai. Isme har refer par 18 rupees milta hai. Jo mere app use ke mutabhi sabse jyada money dene wala app hai. Ap apne kmae money ko paytm aur recharge me use kar sakte hai.

Download #Taskbucks app :- click here

Proof :-

Taskbuck paytm proof image


Databuddy

Databuddy app icon image

Top 5 money earning apps me 3 number par Databuddy app hai. Jo use karne me Taskbuck jaisa hi hai. Isme bhi apko apps download karne ke money milte hai. Sab se jyada money refer karne par milte hai jo amount 12 rupees hai. Isse bhi hamne kafi money earn kiya hai lekin is app ka minimum amount 50 rupees home ke karen isse paise transfer karne me thoda wakt lag jata hai. Hamne jyada paise refer kar ke kmaya hai kyunki aj kal har ek aadmi ke ghar me 2 se 3 mobile jarur rahta hai usme hi send kar ke money earn kiya aur doston ko bhej kar kiya hai. Databuddy se ap money sirf paytm me hi transfer kar sakte hai.

Download Databuddy app :- click here

Proof :-

Databuddy app paytm proof image

Databuddy app paytm proof image


mChamp


Top 5 money earning apps me 4 number par mChamp app hai. Jo useful aur use karne me easy hai. Is me bahut tarah ke quizzes hote hai jis me easy sawal puchhe jate hai. Isme apko har quiz ke sahi answer dene par coins milte hai jise ap money me convert kar sakte hai. 200 cons ka 10 rupees hota hai. Isse ap achchha money earn kar sakte hai. Hamne bhi kafi money earn kiya hai. Isme bhi apko refer karne par 10 coins milte hai( mere referral code RL643915 hai) aur apko daily spin karne ka bhi mauka milta hai jisse bhi ap coins earn kar sakte hai.

Download mChamp app :-  click here

Proof :-

mChamp app paytm proof image

mChamp app paytm proof image


Databack

Top 5 money earning apps me 5 number par Databack app hai. Ye app bahut hi asan hai use karne me. Isme apko kuch app download karne bar data milta hai,apne mobile ke apko is app se use karne par bhi data milta hai. Us data ko ap money ya net pack recharge me kar sakte hai. 350 mb hone par ap apne paytm me 7 rupees ka amount bhej sakte hai ya recharge kar sakte hai. Ap isme quiz bhi khel sakte hai jise ap sab se jyada money earn kar sakte hai. 
                        Ham ne is ap se bhi achchhe paise kmae hai. Ye app apko rojana 29 se 35 mb tak data back(deti) karti hai. Ap isse har 10 days me data ko money me transfer kar sakte hai. Is app me bhi apko refer karne ka 100mb data milta hai.

Download Databack app :- click here

Proof :-

Databack app paytm proof image

Databack app paytm proof image


Conclusion

Ye sabhi apps ke bare me hamne apne experience se bataya hai jise hamne khud use kiya hai aur money earn kiya hai. Yadi ap bhi mobile use karte hai aur kuchh money earn kar na chahte hai to ap in apps ko use karen jo genuinely money deti hai. Ap jab bhi money earning apps use karen to ek nahi karen kam se kam 5 jarur use karen kyunki jab ap ek se abhik use karte hai to apko ek saptah me pata chal jaega ki kitna money earn ho raha hai. Baki apki marji kyunki sab ki apni apni soch hoti hai. 
                         Yadi ap in sabhi apps ko use karne sikhna chahte hai to ham apke liye in sabhi apps ke features ke istemal ko aane wale blogs me bataenge. Ham isse bhi behtar apps ke bare me batane ki kosis karenge jo aur adhik money deti ho iske liye ap mere blog ko subscribe karen taki apko aise information milti rahe aur yadi paytm, Phonepe, Google pay ya aur apps ki jankari chahte hai to ap hamare blog ko pad kar jankari kar sakte hai.


Thank you 👍

𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𝅳𝅳𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𝅳𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣𝅳𝅳𝅳𛲣𝅳𝅳𛲣𛲣𝅳𝅳𝅳𛲣𛲣𛲣

Comments

Popular posts from this blog

Google pay || Google pay account kaise banaen|| Step by step

Phonepe KYC|| Phonepe KYC kaise karen?

Bhim | bhim app kaise use Karen | Bhim app start kaise karen