paytm kyc | how to create paytm kyc in Hindi

paytm kyc

Paytm ne ab fir se e-kyc start kar diya hai. Yadi aap apna Paytm KYC karna chahte hain to aap ise pura jarur paden.
Paytm images

>Download Paytm app short link - click here
>Download Paytm app from play store - click here

Paytm kyc start date 2019

Paytm ne sal ke sruaat se hi Paytm kyc start kar diya hai. Paytm kyc aur Paytm e-kyc dono start hai.

paytm kyc online

Paytm images
  • Paytm e-kyc karne ke liye sab se pahle aap apna Paytm app kholen.
  • Passbook par click karen.
  • Jaisa upar image me diya hai.
  • Jaise aap inter karenge to aap ko kuch is tarah ka dikhega.


Paytm KYC form
  • Tab aapke pas jo bhi documents hai. Use hi tick lagaen.
  • Jaise aap tick lagaenge to aap ko document ke mutabik bharne  ka form  khul gaye ga.
  • Jaise inche image me diya hai.
Paytm image
  • Jaise ki aap image me dekh rahe hai ki hamne Jaise hi pan card wala option chuna waise hi niche ye bharne ka option as gaya.
  • Aap chahen to pan card ke alawa bhi option click kar sakte hain.
  • Bas apko apna pan card number bharna hai  aur name bhi.
  • Aur niche confirm wale option me tick lagana hai.
  • Aur submit kar dena hai.
  • Jaise hi aap submit karenge to aap apko khuch iss tarah ka interface dikhega.
Paytm image
  • Tab apko Paytm ki taraf se massage milega jo bataye ga ki apka e-kyc ho gaya hai.

paytm kyc

Aur yadi aap Paytm physical kyc karana chahte hain to aap apne nearer KYC point par ja kar karwa sakte hai. 

Agar aapko abhi bhi kisi tarah ka problems ho to ap hame comments kar sakte hain.
Ap hamre website ko subscribe bhi kar sakte hai.
Website name:- #Kaise Karen
My website link:- https://kaisekarren.blogspot.com/?m=1


Thank you👍
𛲣𛲢𛲣𛲢⁢𛲢𛲡𛲢𛲣𛲣𛲣𛲢𛲢⁣𛲣𛲣𛲢𛲣⁣𛲢𛲣𛲢𛲣𛲣𛲣𛲣𛲣‮𑂽𛲣𛲣𛲣𛲢𛲢󠀡𛲣𛲣𛲣𛲢𛲣𛲡𝅺⁤𛲣⁣𛲢⁣⁣𛲠𛲢𛲣𛲣𛲣𛲣𛲢𛲢𛲡𛲡𛲢𛲣𝅳𛲢𛲢

Comments

Popular posts from this blog

Google pay || Google pay account kaise banaen|| Step by step

Phonepe KYC|| Phonepe KYC kaise karen?

Bhim | bhim app kaise use Karen | Bhim app start kaise karen