Secure Data||How to secure data of gmail,facebook,twitter in hindi 2019
Secure Data || How to secure data of gmail, facebook ,twitter in hindi 2019 Secure Data : badte cyber hamlon ke bawagud bahut kam user aise hain jo apni emails, social media aur anye digital content ko lekar bahut jyada fikarmand hote hain, kyunki aaj bhi badi sankhya me user apne account ko safe rakhne ke liye 2-facter authentication (2-FA) ka istemal nahi karte hain. Jante hain 2FA ka istemal kis tarah kiya ja sakta hai....... Secure Data Aaj kal aksar account hack hone ki ghatnaen aati rahti hai. Kuchh time pahle hi 5 crores se aadhik facebook account hack kar liya gaya tha. Is tarah ki ghatnaen rukne ki bagay lagatar badti ja rahi hai. Aaisi sthiti me 2-facter authentication jaruri ho jata hai , kyunki yah online account ko ek atirikt security layer pardan karta hai. Kai bar 2-facter authentication na hone ki vajah se user hackers ka aasan target bante hain. Yah online account ko secure karne ka ek surakchhit aur aasan tarika mana jata hai. How ...