Posts

Showing posts from January, 2019

Bhim || Bhim app features kaise istemal karen

Image
Bh i m about bhim app Bhim ka matlab Bharat Interface For Money hai. Bhim ko central government duara launch kiya gaya hai. Bhim ko hamare desh ke pardhan-mantri  duara launch kiya gaya hai. Jiska mukhy uddesh hai India ko cashless bana hai.                  >Download Bhim app from play store:- click here Aaj hamlog  bhim app features  ki sari chijon ko kaise istemal karen ye sikhenge. Yadi abhi tak apne Bhim account nahi banaya hai to aap niche diye link par click kar bhim account bnana sikh sakte hai. Jisme hamne puri jankari de rakhi hai. >Bhim account kaise banaen:-  click here Bhim app features/  bhim app details Send  Request Scan Transactions Profile Bank account My beneficiaries 1. Send  kaise karen? Jaise hi aap Send option par click karte hain tab apko 3 options milte hain:- Saved      Contacts A/c+IFSC 1. Saved :-  Ya...

Bhim | bhim app kaise use Karen | Bhim app start kaise karen

Image
Bh i m Bhim app central government duara launch kiya gaya hai. Is Bhim app ke jariye ap kisi bhi bank se kisi dusre bank me paise transfer kar sakte hain. Bhim app se ap ko transaction charge nahi lagta hai. Yadi ap aksar money transaction karte hain to ap is app ke bare me jarur jane. Bhim app kya hai? Ye  wo app jo central government ne launch kiya hai. Ye bhim app launch karne uddesh ye tha ki India ko cashless banaya jaye. Is app ki madad se ap kisi bhi bank se ap kisi dusre bank me money ghar baithe transfer kar sakte hai. > Download Bhim app from play store :- click here 2. Bhim app ki khubiyan: Ye app saptah ke sato din work karti hai (24×7) . Isse money transection karne ka charge nahi lagta hai. Isse ap turant apne bank account se money send aur receive kar sakte hain. Isse ap kewal 1din me ₹20,000 rupees transaction kar sakte hai jise ap do bar 10,000-10,000 rupees kar transaction kar payenge. Yadi aage chal kar sarkar isme jyada tr...

Phonepe KYC|| Phonepe KYC kaise karen?

Image
Phonepe KYC Aaj kal Phonepe ka bhi popular hota ja raha hai. Phonepe ne bhi naye naye offers start kar diya hai. Jiske Karan log Phonepe app bhi use kar na chah rahe hain. Par kuchh log nahi kar pa rahe hain kyunki aaj kal har paise transfer karne wala app KYC kiye bina money transfer nahi kar sakte hain. Agar aapko Phonepe KYC karna hai to aapko yahan niche har jankari milegi. Phonepe KYC kaise karen ? Jaise hi ap apna Phonepe app kholenge tab apko kuchh is tarah ka dikhega jaisa image me hai. >Download Phonepe app short link:- click here >Download Phonepe app from play store:- click here Phonepe KYC ap do jagah se kar sakte hai:- Activate wallet se Apne profile se Tab apko activate wallet par click karenge to apko Kyc option milega ya nahi to ap yahan se nahi karna chahta hai to ap Apne profile me jakar ke bhi Phonepe KYC kar sakte hai. Dono me same method hai KYC karne ka. Jaise hi ap apne profile ya activate wallet par click karenge t...

Phonepe account || how to create phonepe account in Hindi

Image
Phonepe account Yadi aaplog Phonepe account banana chahte hai to aap ko yahan puri jankari milegi ki kaise Phonepe account kaise banayen. Niche har step ko saralta se btaya gaya hai. >Download Phonepe app short link - click here >Download Phonepe app from play store - click here phonepe registration kaise karen Jaise hi aap apna phonepe app kholenge to do options mile ga pahla login aur dusra registration. Yadi aap pahle kabhi Phonepe account banayen hai to ap ko login karne ka option select karna hoga aur yadi aap pahli bar Phonepe account bana rahe hai to aap ko registration wala option select karna hoga. Aap niche image me dekh sakte hai. 1. Ye registration wala image hai. 2. Ye login wala image hai. 1. Phonepe registration 1. Registration wale image ka information. Sab se pahle apko apna number type karna hai. Tab aapke number ka automatically OTP verify ho gayee ga. Phir apko apna nam dalna hai. Aur last me apko strong password banana ...

paytm kyc | how to create paytm kyc in Hindi

Image
pay tm  kyc Paytm ne ab fir se e-kyc start kar diya hai. Yadi aap apna Paytm KYC karna chahte hain to aap ise pura jarur paden. >Download Paytm app short link - click here >Download Paytm app from play store - click here Paytm kyc start date 2019 Paytm ne sal ke sruaat se hi Paytm kyc start kar diya hai. Paytm kyc aur Paytm e-kyc dono start hai. paytm kyc onlin e Paytm e-kyc karne ke liye sab se pahle aap apna Paytm app kholen. Passbook par click karen. Jaisa upar image me diya hai. Jaise aap inter karenge to aap ko kuch is tarah ka dikhega. Tab aapke pas jo bhi documents hai. Use hi tick lagaen. Jaise aap tick lagaenge to aap ko document ke mutabik bharne  ka form  khul gaye ga. Jaise inche image me diya hai. Jaise ki aap image me dekh rahe hai ki hamne Jaise hi pan card wala option chuna waise hi niche ye bharne ka option as gaya. Aap chahen to pan card ke alawa bhi option click kar sakte hain. Bas apko...